Lyrics
Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai
Duub jane ko ji chahata hai
Jhuki jhuki palakon main chupi jo haya hai
Jaan lutaane ko ji chahata hai
Teree do nain kanval
Jese shayar kii gazal
Teree do nain kanval
Ek pul ji na sakuun
To agar jaaye badal
Ye bataane ko ji chahata hai
Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai
Duub jane ko ji chahata hai
Dil ne khai hai kasam
Ab judaa huun ge na hum
Dil ne khai hai kasam
Teree chehare ke siwa
Sari duniya ko, sanam
Bhool jane ko ji chahata hai
Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai
Duub jane ko ji chahata hai
Written by: Khawaja Pervez