Lyrics

Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai Duub jane ko ji chahata hai Jhuki jhuki palakon main chupi jo haya hai Jaan lutaane ko ji chahata hai Teree do nain kanval Jese shayar kii gazal Teree do nain kanval Ek pul ji na sakuun To agar jaaye badal Ye bataane ko ji chahata hai Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai Duub jane ko ji chahata hai Dil ne khai hai kasam Ab judaa huun ge na hum Dil ne khai hai kasam Teree chehare ke siwa Sari duniya ko, sanam Bhool jane ko ji chahata hai Neeli neeli aankhon main na jane kiya hai Duub jane ko ji chahata hai
Writer(s): Akhlaq Ahmed Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out