Clip vidéo

Mausam (from Jaanwar) singer by Alka Yagnik Manhar Udhas
Regardez Mausam (from Jaanwar) singer by Alka Yagnik Manhar Udhas sur YouTube

Crédits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Künstler:in
Manhar Udhas
Manhar Udhas
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Anand-Milind
Anand-Milind
Komponist:in
Sameer
Sameer
Songwriter:in

Paroles

Duniyaa kee tarah, rasmon kee tarah Vaadon kee tarah, qasamon kee tarah Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Duniyaa badalati hai, mausam badalte hain Lekin mere dil ko badal nahin paaoge Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Aasmaanon ke aage tumne vaadaa kiya hai Dil ke badle mein maine pyaar tumko diya hai Dharti kee, ambar kee qasam Mujko hai tere sar kee qasam Nazaren badalati hain, sapane badalte hain Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Meri pehlee tamanna, aakhiree pyaar ho tum Rooh me bas gae ho, mere dildaar ho tum Aise hi tumhein chaahoonga main Tumhein dulhan bhee banaaunga main Sehre badalte hain, khushboo badalati hain Pal-pal meri saanson ko tum mahakaaoge Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Tumne dhokaa diya to kuch bhee kar jaaongi main Tum juda jo hue to dekho mar jaaongi main Meri manzil teri raahoon mein hai Meri jannat teri baahon mein hai Raahee badalte hain, raste badalte hain Main daud ke aauunga, jo mujko bulaaoge Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Mausam kee tarah tum bhee badal to naa jaaoge? Badal toh naa jaaoge Badal toh naa jaaoge Badal toh naa jaaoge
Writer(s): Sameer, Milind Shrivastav, Anand Shrivastav Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out