Top Songs By Mehnaz
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Mehnaz
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Riaz-Ur-Rehman Saghar
Songwriter:in
Lyrics
Duniya se kiya garz, mari duniya to aap hain
Duniya se kiya garz, mari duniya to aap hain
Jaun kahaan ki jaan tamanna to aap hain
Bin maange mujh ko aap kii chahat hui naseeb
Bin maange mujh ko aap kii chahat hui naseeb
Aap aaye zindagi main to jage mare naseeb
Roshan hai jis se dil wo ujaalaa to aap hain
Jaun kahaan ki jaan tamanna to aap hain
Ab rah ke daur aap se kaise jien ge hum
Ab rah ke daur aap se kaise jien ge hum
Ye zindagi hai aap kii ab, aap kii kasam
Kiya jaanon naa khuda ko, kinaraa to aap hain
Jaun kahaan ki jaan tamanna to aap hain
Kadamon main ab to aap ke gujare gi zindagi
Kadamon main ab to aap ke gujare gi zindagi
Raah vafa main pyaar kii faili hai roshni
Sooraj se kiya miley gaa, savera to aap hain
Jaun kahaan ki jaan tamanna to aap hain
Duniya se kiya garz, mari duniya to aap hain
Jaun kahaan ki jaan tamanna to aap hain
Writer(s): Robin Ghosh, M Ashraf
Lyrics powered by www.musixmatch.com