Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Mehdi Hassan
Künstler:in
Nahid Akhtar
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Qateel Shifai
Songwriter:in
Lyrics
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Apne khuda se mang lee
Apne khuda se mang lee
Main ne teri vafa, sanam
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Apne khuda se mang lee
Main ne teri vafa, sanam
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Mari vafa ke saaz main
Goonj rahi hai lay teri
Main bhi teri huun, jaan jaan
Mari vafa bhi hai teri
To hi jo mil gaya mujhe
To hi jo mil gaya mujhe
Chahiye or kiya, sanam
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Kash, main apni zindagi
Pyaar main yun guzaar dun
Vakt pade to dil ke saath
Jaan bhi tujh pa war dun
Shayd isi tarah se ho
Shayd isi tarah se ho
Pyaar kaa haq adaa, sanam
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Log yahaan teree meree
Pyaar ko aazmayen ge
Tujh ko alag sataayen ge
Mujh ko alag rulaayen ge
Apna magar hai faisla
Apna magar hai faisla
Huun ge na hum judaa, sanam
Baant raha tha jab khuda
Saare jahaan kii nematein
Apne khuda se mang lee
Main ne teri vafa, sanam
Writer(s): Qateel Shifai, M. Ashraf
Lyrics powered by www.musixmatch.com