Top Songs By Nahid Akhtar
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Nahid Akhtar
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Masroor Anwar
Songwriter:in
Lyrics
Sharafat virafat main kiya rakha hai
Sharafat virafat main kiya rakha hai
Iesh kiye jaa subah va sham
Iesh kiye jaa subah va sham
Kiss for everybody
Mohabbat vahabbat main kiya rakha hai
Mohabbat vahabbat main kiya rakha hai
Iesh kiye jaa subah va sham
Iesh kiye jaa subah va sham
Jo karte hain pyaar kii baten
Lab kii or rukhsar kii baten
Bijaahir bade dil nawaz hote hain
Magar sach pochhiye to bade daga baaz hote hain
Kisi kii mohabbat na dil main basaana
Nazar inayat se dhoka na khaana
Inayat vinayat main kiya rakha hai
Iesh kiye jaa subah va sham
Iesh kiye jaa subah va sham
Gum yahaan dil kaa koi na jane
Matalab ke hain sab yaarane
Pyaar umr bhar kaa ronaa hai
Or dil sheshy kaa ik khilauna hai
Dil kabhi toote to aahein na bharna
Kisi se jahaan main shikayat na karna
Shikayat vikayat main kiya rakha hai
Iesh kiye jaa subah va sham
Iesh kiye jaa subah va sham
Written by: Masroor Anwar