Lyrics

Khuda na karee, apna ye saath kabhi chhote

Baandhi hai jo dilo ne wo door kabhi toote

In hathon par mehandi se main
Likhun gi, saajan, naam teraa
In hathon par mehandi se main
Likhun gi, saajan, naam teraa
Meree dil kii dhadkan main
Har pul rahe gaa paigam teraa
Hai pyaar aisi daulat, jis ko na koi laute
Khuda na karee, apna ye saath kabhi chhote
Ek hi khwaahish dil main hai ki
Hardam tujh se pyaar karon
Ek hi khwaahish dil main hai ki
Hardam tujh se pyaar karon
Sooraj baad main dekhun
Pahele main teraa didar karon
Aankhon main jo chupe hain wo khwaab naheen jhuute
Khuda na karee, apna ye saath kabhi chhote
Khuda na karee, apna ye saath kabhi chhote
Baandhi hai jo dilo ne wo door kabhi toote
Khuda na karee, apna ye saath kabhi chhote
Written by: Masroor Anwar
instagramSharePathic_arrow_out