Lyrics

Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne In aankhon main rang hai teraa Dil main kiya hai to ne basera In aankhon main rang hai teraa Dil main kiya hai to ne basera Jab bhi dua ko haath uthaaun Teree siwa kuch mang na paauun Tan ko mahakaaya meree teri mahekaar ne Tan ko mahakaaya meree teri mahekaar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Main bhi vahaan huun, dil bhi vahaan hai Meraa sohݨa yaar jahaan hai Main bhi vahaan huun, dil bhi vahaan hai Meraa sohݨa yaar jahaan hai Kuch bhi naheen tha is jivan main Pyaar jagaa ke har dhadkan main Mujh ko sanwaar diya meree dildaar ne Mujh ko sanwaar diya meree dildaar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Writer(s): M. Arshad, M Ashraf Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out