Top Songs By Mehnaz
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Mehnaz
Künstler:in
Humaira Channa
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Masroor Anwar
Songwriter:in
Lyrics
Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne
Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne
Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
In aankhon main rang hai teraa
Dil main kiya hai to ne basera
In aankhon main rang hai teraa
Dil main kiya hai to ne basera
Jab bhi dua ko haath uthaaun
Teree siwa kuch mang na paauun
Tan ko mahakaaya meree teri mahekaar ne
Tan ko mahakaaya meree teri mahekaar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Main bhi vahaan huun, dil bhi vahaan hai
Meraa sohݨa yaar jahaan hai
Main bhi vahaan huun, dil bhi vahaan hai
Meraa sohݨa yaar jahaan hai
Kuch bhi naheen tha is jivan main
Pyaar jagaa ke har dhadkan main
Mujh ko sanwaar diya meree dildaar ne
Mujh ko sanwaar diya meree dildaar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Aisa tadapaaya mujhe dil be qaraar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Daman khushi se meraa bhar diya pyaar ne
Mast maling mujhe kar diya yaar ne
Written by: Masroor Anwar