Top Songs By Rahat Fateh Ali Khan
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Rahat Fateh Ali Khan
Künstler:in
DJ Chino
Sampler
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
T. Iqbal
Songwriter:in
Lyrics
Kahin dayera bina hai
Kahin aakhri siraa hai
Mahi bol bol haari
Koi hai jo suun raha hai
Ye koi jane na ki dil mane na
Ye koi jane na ki dil mane na
Bikhar jaayen na
Kaisaa hai junun, kahin miley na sukun
Dekho kahin bhi qaraar aaye na
Deewaana hai kaun, yahaan begaana hai kaun
Dekho zindagi be car jaaye na
Koi bheed main khadaa hai
Koi khud main chal raha hai
Mahi bol bol haari
Yahaan jo hai be salaa hai
Ye saaton aasaman, hum in ke darmiyaan
Ye saaton aasaman, hum in ke darmiyaan
Bichad jaayen na
Kaisaa hai junun, kahin miley na sukun
Dekho kahin bhi qaraar aaye na
Deewaana hai kaun, yahaan begaana hai kaun
Dekho zindagi be car jaaye na
Chalati chalati jaaye ik aandhi
Jo aandhi bhi naheen
Manzil se kalaai kuch baandhi
Or baandhi bhi naheen
Jahaan raste ne joda
Vaheen faasale ne toda
Mahi bol bol haari
Yahaan sab ne haath chhoda
Ye koi jane na ki dil mane na
Ye koi jane na ki dil mane na
Bikhar jaayen na
Kaisaa hai junun, kahin miley na sukun
Dekho kahin bhi qaraar aaye na
Deewaana hai kaun, yahaan begaana hai kaun
Dekho zindagi be car jaaye na
Kaisaa hai junun, kahin miley na sukun
Dekho kahin bhi qaraar aaye na
Deewaana hai kaun, yahaan begaana hai kaun
Dekho zindagi be car jaaye na
Kaisaa hai junun, kahin miley na sukun
Dekho kahin bhi qaraar aaye na
Deewaana hai kaun, yahaan begaana hai kaun
Dekho zindagi be car jaaye na
Written by: T. Iqbal