Music Video

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Sourabhee
Sourabhee
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
A. R. Rahman
A. R. Rahman
Komponist:in
Ajay Singha
Ajay Singha
Komponist:in
Mehboob
Mehboob
Texte

Lyrics

Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Kahin yeh khwaab to nahin Kahin yeh pyaar to nahin Hardam aas ho gayi kyoon mann mein Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Yeh kya haal ho gaya Mujhko yeh kya ho gaya Hardam aas ho gayi kyoon mann mein Hai khuda bhi kahan maa ki mamta bina Swapn aate nahin pyaar jaage bina Hai kahan yeh mohabbat chaahaton ke bina Dhadkanon ki zubaan dhadkanon ne suni Uth raha hai dhuaan aag to hai vahin Pyaar milta jahan par zindagi hai vahin Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Kahin yeh khwaab to nahin Kahin yeh pyaar to nahin Hardam aas ho gayi kyoon mann mein Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Aasmaan hai jahan hai sitaarein vahan Chaandni hai jahan chandra ma hai vahan Manzilein hai vahin pe pyaar hota jahan Pyaar ki raah mein aap jo mil gaye Raah mein hazaaron deep kyoon jal gaye Aaj kyoon mere mann mein phool khil gaye Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Kahin yeh khwaab to nahin Kahin yeh pyaar to nahin Hardam aas ho gayi kyoon mann mein Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe Yeh kya haal ho gaya Mujhko yeh kya ho gaya Hardam aas ho gayi kyoon mann mein
Writer(s): Mehboob Alam Kotwal, A R Rahman Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out