Music Video

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Shrain
Shrain
Künstler:in
vivasvan
vivasvan
Künstler:in
Dhawal Tripathi
Dhawal Tripathi
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
vivasvan
vivasvan
Songwriter:in
Himanshu
Himanshu
Komponist:in
Dhawal Tripathi
Dhawal Tripathi
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Shrain
Shrain
Produzent:in

Lyrics

Jaane kyu jaldi ye phir se subah aa gayi
Kaha hai bata?
Kaha chhipa?
Kaha chhipa?
Sunn
Kabhi mile jo tu bataun main
Kyu khwaab mein gumm
Tere khwaab mein gumm hoon
Kabhi mile jo tu jataau main
Teri giraft main hoon
Meri shikast mei tum ho
Tujhe sunu main har saaz mein
Teri aawaaz se bhi
Meri naraazgi kyu hai
Mana hai sab bas hai tu
Aur inn raazon mai
Tere alfaazon mei gumm hoon
Ladun main tere sab khaabon se
Tere khayaalon ke jhokon se savaalon se
Teri aarzoo se sab tere naaton se
Ab kayi raaton se
Ladta hoon yaadon se teri
Sunta hoon jab aahatien teri
Raahatein meri gumm
Jaati hain
Ab bhi tere raazon ki
Goonj ki aanho mei mai gumm
Kabhi mile jo tu bataun main
Kyu khwaab mein gumm
Tere khwaab mein gumm hoon
Kabhi mile jo tu jataau main
Teri giraft main hoon
Meri shikast mei tum ho
Tu shaam ki tarah, yahaan rukti nahi
Jaane kyu jaldi ye phir se subah aa gayi
Kaha hai bata?
Hai kaha chhipa?
Kaha chhipa?
Kya main bataun tujhko?
Ki kyun main kharch karu pahle phir kamaun khudko?
Meri barbaadi ke nazaare dekh fursat se
Shaayad bachaun khudko
Shayad banau khudko
Tu mujhe samajh ya na samajh
Chahe samajh le nasamajh
Matt ki silwaton ko parakh
Meri karwaton ka sabab
And I'm turning down compliments
Downplaying accomplishments
Samay samay ki baat alag
Tabhi karte ni baat ab hum
(Synth Mayhem)
Sunn
Kabhi mile jo tu bataun main
Kyu khwaab mein gum
Tere khwaab mein gum hoon
Kabhi mile jo tu jataau main
Teri giraft main hoon
Meri shikast mei tum ho
Tujhe sunu main har saaz mein
Teri aawaaz se bhi
Meri naraazgi kyu hai
Mana hai sab bas hai tu
Aur inn raazon mai
Tere alfaazon mei gum hoon
Ladun main tere sab khaabon se
Tere khayaalon ke jhokon se savaalon se
Teri aarzoo se sab tere naaton se
Ab kayi raaton se
Ladta hoon yaadon se teri
Sunta hoon jab ahatien teri
Raahtein meri gum
Jaati hain
Ab bhi tere raazon ki
Goonj ki aanho mei mai gum
Written by: Dhawal Tripathi, Himanshu, Vivasvan Manasvi Vashisth
instagramSharePathic_arrow_out