Lyrics

Main shiv ka hoon, shiv mere hain Main aur kya maangoon shankar se? Main shiv ka hoon, shiv mere hain Main aur kya maangoon shankar se? Mere man mein unke dere hain Main aur kya maangoon shankar se? Main shiv ka hoon, shiv mere hain Har pal, har din, har maheene, har saal rakhte hain Har pal, har din, har maheene, har saal rakhte hain Main kyun fikar karoon kisi baath kee? Mahadev mera khud khayaal rakhte hain Maine bahut baar khaee thokar Girte ko sanbhaala hai usne Auqaat meri se upar hee Kithna kuch de daalaa usne Mere paar lagaae bede hain Har vakt vo ਨੇੜੇ-ਨੇੜੇ hain Mere din baba ne phere hain Main aur kya maangoon shankar se? Main shiv ka hoon, shiv mere hain Main aur kya maangoon shankar se? Sunaa hai, door bahut kedarnath hai Sunaa hai, door bahut amarnath hai Par pahunch jaathe hain aasaani se vo Bholenath jinke saath hain Bhole ne diya hai ye jeevan Bhole ke naam pe hai jeevan Raviraj ke dil mein hain shankar Aise hee nahin chalatee dhadakan Har saans pe unke pehre hain Saba raste un pe tehre hain Mere saba din-raat sunahare hain Main aur kya maangoon shankar se? Main shiv ka hoon, shiv mere hain Main aur kya maangoon shankar se?
Writer(s): Copyright Control, Zakir Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out