Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Prismin
Prismin
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Prismin
Prismin
Komponist:in

Lyrics

Dur mai chal chala
Tujhko to paana bhi na mai
Ab na kar mera yun pichha
Majboor hun is tarah
Ki ab ruk jau dam thham jaaye
Jaane de mat ban wajah
Aankhein to bhaari si hain par fir bhi kya hogaya
Dhoondhe to kehte hain mil bhi jata hai ye khuda
Wo raahein na bhoola mai tu kya samjhe yaadein hai saza
Jahan tum or mai milte thhe ab to arsa bhi hai ho chuka
(Vocalizing)
Kabool rehna tanha
Par hona mai bhi beparwah
Na maanu ab kisi ko apna
Banoo Tere dil ki tarah
Jise fark na pyaar bhi bik jaaye to
Fikar hai khud ki har dafa
Aankhein to bhaari si hain par fir bhi kya hogaya
Dhoondhe to kehte hain mil bhi jata hai ye khuda
Wo raahein na bhoola mai tu kya samjhe yaadein hai saza
Jahan tum or mai milte thhe ab to arsa bhi hai ho chuka
(Vocalizing)
Written by: Prismin
instagramSharePathic_arrow_out