Lyrics

Hamre balamu ji ke chala nawabiya
(Nawabiya nawabiya)
Hamre balamu ji ke chala nawabiya
Hamre balam ji ke chala nawabiya
Chhapaua lungi sobhai
Sobhai he nanando
Chhapaua lungi sobhai
Sobhai hai nanando
Sobhai hai nanando
Ya ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya
Ho
Jab se hua main pardesiya
Jab se hua main pardesiya
Laage na
Laage na
Laage kahin na mera jiya
Teri payal chudiyon ki chhan chhan
Bin tere na dete kuchh bhi sunayi mujhko yahan
Jab kaare badra chhaye
Chhaye chhaye chhaye re
Jab kaare badra chhaye
Teri yaad sataye haye
Yaad sataye tera piya
Haan
Hamre balamu ji ke kalo hai julfi
Tumre balam ji ke kalo hai julfi
Lalo ki kanghee sobhai
Sobhai he nanando
Lalo ki kanghee sobhai
Sobhai he nanando
Ho Rang titli ke liye phagun aya hai
Rang titli ke liye phagun aya hai
Dekho gaon sheher mein phagun chhaya hai
Bin tere rang koi bhaye na
Kaise geet khushi ke gaun
Mann karta tere preet ke rang mein
Rang rang rang jayun
Ya ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya ya
Ya ya ya ya ya
Written by: Vijeya Kumaari
instagramSharePathic_arrow_out