Lyrics

Bechara, dil bechara Tujhse kar cope ni paara Koi chance, na scope, na chaara Mujhse tere liye khat likhwa ra Bechara, dil bechara Kuch dino se mere haath ni aara Koi chance, na scope, na chaara Ainvein apna ghamand ghiswa ra Aisa bhi hota hai? Cupid bhi rota hai? Sochu tere baare mein toh seene mein kuch hota hai Na koi samjhauta hai, na mera dil iklauta hai Utaar kar baat karo pehna tumne jo mukhauta hai Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa Zubaida, Zubaida Maare akhiyon se look tu aisa Na shauhrat, na paisa Kuch bhi nahi tere husn jaisa Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa? Hawaon mein aaj Kuch bohot hi galat hai Mera jee ghabraye Jaise jaise aari raat nikat hai Akeli hai kya tu? Kya main ghar aa sakta hu? Aaraam se bitha ke tujhe screenshots dikha sakta hu? Aisa bhi hota hai? Kya mard bhi rota hai? Sochu tere baare mein toh Chaati mein kuch hota hai Na koi samjhauta hai bas Sach kehne ka mauka hai Utaar kar baat karo pehna tumne jo mukhauta hai Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa Zubaida, Zubaida Maare akhiyon se look tu aisa Na shauhrat, na paisa Kuch bhi nahi tere husn jaisa Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa? Aksar aawaazon mein Scattered alfaazon mein Kya lagta, kiske baare mein likhta main inn gaanon mein? Kaisi asmanjas hai Kya ye sab sambhav hai? Tere ird gird bana rakha maine life ka matlab hai De paata waqt isey thoda aur to maybe na aisa hota Ho jaata waise ke badle kuch aisa to kya jaane kaisa hota Shayad hum paagal hain Bachpan se ghaayal hain I fuckin' hate it jab bin pooche barsein ye baadal hain Sardeeli raaton mein Gambheer si baaton mein Mil jaate hum, na dekh sako tum mujhe meri aankhon mein Kaisa ab rona hai? Kya paana kya khona hai? Saadhe aath ka tha main samajh liya jab jo hona hai vo hona hai Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa Zubaida, Zubaida Maare akhiyon se look tu aisa Na shauhrat, na paisa Kuch bhi nahi tere husn jaisa Zubaida, Zubaida Whatchu know, Kiya tumne kaisa Sigh Saale, tune bhi toh kiya hai itno pe cheat Ab pata chala kaisa lagta hai? Tera karma balance hua hai, aur kuch nahi hai ye Chal, koi ni At least you took the song well Dhyan rakhna Take a deep breath And say Bless
Writer(s): Udbhav Acharya Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out