Top Songs By Satyam Badapanda
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Samr8
Künstler:in
Satyam Badapanda
Stimme und Gesang
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Samr8
Texte
Satyam Badapanda
Komponist:in
PRODUKTION UND TECHNIK
4R3N
Produzent:in
Lyrics
Kyun mujhe na pata
Hogaya main lapata
Kanton mein khada
Tu ne kiya yeh kyun bata
In saazishon se ab mein darta hi rahun
Toote iss dil ko leke kis ore main chalun
Zakhmon se mere tujhko milti jo sukoon
Woh na hai haq mein mere toh jaun main jahan
Main Laapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Kaise badalte hain chehre
Main raaton ko jaagta hun khatir tere
Waise toh sehta sab jaa raha tha
Jaana ab sehen se bahar hai mere
Tu keh gayi jo jaana kehta main nahi
Saath kisi ke bhi yun rehta main nahi
Yaadon ke panne bikhar se gaye
Un kinaron pe bhi ab main rehta hun nahi
Jahan aayegi tu
Le jayegi tu
Phir tod mujhe fek jaayegi tu
Mere aankhon mein pani toh rukta hi nahi
Fir dikhawa ise bol jayegi tu
Jaana acche tab tere banane se the
Hum aashiq uss tere zamane mein the
Tere aane pe chodi sharabe thi jo
Ab maikhane bhi lagte humare se hain
Yeh kaisa mazaak banaya hai?
Tu wapas toh phir chala aaya hai
Shayad zulm raha koi adhoora jo
Karne ko mujhpe wapas tu aaya hai
Par mere tak pohoch na paye koi
Mujhe maut ki ore le jaaye koi
Na aisi saza seh paaye koi
Mujhe andar se roz mitaye koi
Mujhe andar se roz mitaye koi
Mujhe andar se roz mitaye koi
Dhoop mein chaaw hai
Kaise main rahoon mujhe na pata
Dhoop mein chaanv hai
Kaise main rahunn, mujhe na pata
Laapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Hogaya main lapata
Written by: Samr8, Satyam Badapanda