Lyrics

[Verse 1]
Kismat ke bharose baitha nahi jo
Jeeta naa ho bhale par haara nahi wo
Samjhe na koi junoon tera yahan to
Chal kahin aur kahin aur
[Chorus]
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
[Verse 2]
Dikhta hai jaisa sab hota nahi hai
Sooraj dhalta hai par sota nahi hai
Samjhe na abhi asar tera jahaan to
Chal kabhi aur kabhi aur
[Chorus]
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
[Refrain]
Teri Hunar se teri qadar hai
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
Wahan basar tu bana jahan qadar ho teri wahaan
Written by: Chaitanya Bhaidkar, Govind Gawli, Piyush Kapoor, Pratik Kulgod, Shivam Pant, Sourya Mukherjee, Vikalp Sharma
instagramSharePathic_arrow_out