Top Songs By Ipsitaa
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Ipsitaa
Künstler:in
Surabhi Dashputra
Künstler:in
Arjuna Harjai
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Surabhi Dashputra
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Arjuna Harjai
Produzent:in
Lyrics
Karega pyaar ki woh baatein, banega woh bechara
Tujhe yeh bhi main bata doon, rahega woh aawara
Milne ka jab main boloon, deta koi bahaana
Kehta hai har kisi ko, uska hi woh deewana
Kadar na jaane, daiya na jaane re
Kadar na jaane, saiyaan na jaane re
Kadar na jaane, kadar na jaane
Hui beimaani re
Aankhon ke padh na sake jo ishaare
Aise nikammon se dil na laga re
Jhoothi yeh kasmein hain, jhoothe yeh laare
Bhaad mein jaayein yeh saare ke saare
Abhi tu sunti jaa rahi hai kahein jo uski aankhein
Phir na aayengi samjh mein samjhdaari ki baatein
Abhi dekhe tu uske sapne, wahi teri kahaani
Aur bewajah phire tu ban ke uski deewani
Par woh toh (par woh toh)
Kadar na jaane, daiya na jaane re
Kadar na jaane, saiyaan na jaane re
Kadar na jaane, kadar na jaane
Hui beimaani re
Na jaane, na jaane, kadar, kadar
Na jaane, na jaane, kadar na jaane
Hui beimaani re
Lyrics powered by www.musixmatch.com