Lyrics

Jo dil hee todna tha Kyun diya phir aasraa tumne? Jo dil hee todna tha Kyun diya phir aasraa tumne? Utaa tufaan to kashtee chhod dee Ye kya kiya tumne Utaa tufaan to kashtee chhod dee Ye kya kiya tumne Tumhein apana samajh kar dil diya tha maine ulafat mein Tumhein apana samajh kar dil diya tha maine ulafat mein ...maine ulafat mein Tumhein aisa naa karnaa tha, badaa dhokhaa diya tumne Tumhein aisa naa karnaa tha, badaa dhokhaa diya tumne Jo dil hee todna tha Kyun diya phir aasraa tumne? Kahaa tha, "hum jamaane mein vafaa ka naam kar denge" Kahaa tha, "hum jamaane mein vafaa ka naam kar denge" ...naam kar denge Magar kya koob ye humse nibhaai hai vafaa tumne Magar kya koob ye humse nibhaai hai vafaa tumne Jo dil hee todna tha Kyun diya phir aasraa tumne? Jo dil hee todna tha Kyun diya phir aasraa tumne?
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out