Upcoming Concerts for Bhavik Haria
Top Songs By Bhavik Haria
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Bhavik Haria
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Bhavik Haria
Songwriter:in
Kaykay Chauhan
Songwriter:in
Ajay Chandaran
Songwriter:in
Lyrics
Ye nayi, subah aayi hai
Aaj hai shubh kaam ka aarambh
Man mein to Bhagwan hai
Saphal ho kaam ye aasha hai
Lakshya hai saamne, hai yahi kamna
O Prabhu aao tum sang mere
Na ho baadha koi, jo ho raahe meri
Ho sahara tera, Prabhu mere
Ye nayi, subah aayi hai
Aaj hai shubh kaam ka aarambh
Man mein to Bhagwan hai
Saphal ho kaam ye aasha hai
Tera naam leke kahun, jo bhi kahun
Tere naam pe hi karun, jo bhi karun
Yeh hai meri sadhna, yeh hai meri prarthana
O Bhagwan, mera jeevan, charanon mein arpan
Ye nayi, subah aayi hai
Aaj hai shubh kaam ka aarambh
Man mein to Bhagwan hai
Saphal ho kaam ye aasha hai
Charanon mein tere sukoon, paaya maine
Prem tera hi har kahin, dekha mai ne
Man mandir mera, saansein hai aradhana
O Jagadish, sabke aadish, sada rahe kripa teri
Ye nayi, subah aayi hai
Aaj hai shubh kaam ka aarambh
Man mein to Bhagwan hai
Saphal ho kaam ye aasha hai
Lakshya hai saamne, hai yahi kamna
O Prabhu aao tum sang mere
Na ho baadha koi, jo ho raahe meri
Ho sahara tera, Prabhu mere
Ye nayi, subah aayi hai
Ye nayi, subah aayi hai
Written by: Ajay Chandaran, Bhavik Haria, Kaykay Chauhan