Lyrics
Ishq naa karnaa, o, yaaraa, ishq naa karnaa
Ishq naa karnaa, o, yaaraa, ishq naa karnaa
Ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa
Ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa
Ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa
(ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa)
Muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa
(muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa)
Ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa
(ab naa rulaanaa, rabbaa, dard aur nahin denaa)
Tasveer teri hum dil mein sajaate the
Naam tera lekar, hae, hum muskuraate the
Ishq mein tere, yaaraa, hamein kya milaa, hae
Dil kyun lagaaya hai, is baath ka gilaa
O, muje tera pyaar raas naa aayaa
Hae, yaar, raas naa aayaa
Jo jhooth pe tha basaaya, vo sansaar raas naa aayaa
Sansaar raas naa aayaa
Inkaar denaa, rabbaa, iqaraar nahin denaa
(inkaar denaa, rabbaa, iqaraar nahin denaa)
Muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa
(muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa)
Ai ishq tere liye itane qurbaan ho gae
Kithnon ne qabr ko thikaana kar liya
Kithne zindaa hee bejaan ho gae
Choukhat pe dar kee tere qadamon mein dil rakh diya
Meri mohabbat ka kaisa sila hai diya
Apana khuda jo tumko ishq mein kiya, hae
Khushiyon ko deke apanee gam tha le liya
O, rabbaa, tera kaisa ye faisalaa hai
Kis baath ka ye gilaa hai
Jab bhee qadam hai badhaayaa, muje dard hee kyun milaa hai?
Muje dard hee kyun milaa hai?
Tanhai denaa, rabbaa, jhootha yaar nahin denaa
(tanhai denaa, rabbaa, jhootha yaar nahin denaa)
Muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa
(muje maut denaa, rabbaa, par pyaar nahin denaa)
Lyrics powered by www.musixmatch.com