Unke nashe mein, unke nashe mein
Jalate rahe, jalate rahein
Unke nashe mein jalate rahein
Haaye unke nashe mein, jalate raheein
Ladakhadaaye
Ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein
Ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein
Subah se lekar shaam tak
Unka jubaan pe naam tha
Subah se lekar, subah se lekar
Subah se lekar shaam tak
Unka jubaan pe naam tha
Jaise badali ko saawan se
Oh jaise badali ko saawan se
Oh jaise badali ko saawan se
Saawan ko badali se kaam tha
Milne ko unse taraste rahein
Ladakhadaaye
Ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein
Mera unka jhagada tha
Oh mera unka jhagada tha
Mera unka jhagada tha
Par unse main yeh keh na sakha
Mera unka jhagada tha
Par unse main yeh keh na sakha
Meri khata thi, meri saza thi
Meri khata thi, meri saza thi
Mai dar pe judai seh na sakha
Yaaron se hum unki ladate rahein
Ladakhadaaye
Ladakhadaaye, kabhi kabhi sambhalate rahein
Ladakhadaaye, kabhi kabhi sambhalate rahein
Oh andhera ya noor peete
Peene waale na noor peete hain
Ho inki khata nahi koi
Yahi na kasoor ke peete hain
Woh hum ek do mein hi palate rahein (ohh)
Hum ek do mein hi palate rahein
Ladakhadaaye
Ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein
Ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein