Lyrics

[Intro]
Tu tera dekh mera ekdam kadak
[Chorus]
Tu tera dekh haan kaun kya sochega ab hatana
Tera dekh aata nahi khota pyar jatana
Tera dekh kitna bhi kar khamiyan nikalenge
Ye duniya hi aisi hai bantae tu apna dekh
Tu tera dekh vakt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage kaun hai peeche
Tere mehnat ke natije
Le jaaenge beta jahan pe aaj jana chahta tu
Kaun kitna paya-khoya tension kay ko lun
[Verse 1]
Kise kya mila tujhse jyada dekhna band kar
Tujhe jo milega hoga woh cheese sabse hatkar
Jo bhi maza aata karne mein kar lage rah datkar
I'm the best beta haq say mera koi nahi takkar
Haan confident rah jaisa mere mein hai
Jo tere mein nahi hai woh baat bhi mere mein hai
Ye ghamand nahi simple-sa fact hai
Jo bhi jeeta hoon main bol dalta rap mein
Baki gardi mein chal rele apun nikalte gap mein
Main bhi hissa banaya IHH ko laya main map mein
Kitna kuch diya mujhe hip-hop or rap ne
Jinka khud ka kuchh nahi hai woh log lagele dhapane
[Chorus]
Tu tera dekh vakt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage kaun hai peeche
Tere mehnat ke natije
Le jaaenge beta jahan pe aaj jana chahta tu
Kaun kitna paya-khoya tension kay ko lun
Tera dekh vakt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage kaun hai peeche
Tere mehnat ke natije
Le jaaenge beta jahan pe aaj jana chahta tu
Kaun kitna paya-khoya Tension kay ko lun
[Verse 2]
Haan inko bolne de
Tujhe judge karane vale ye log kaun hain be
Kaafi dene aate ray lekin main na Abhishek
Karta haath jaldi kisi se haan vaisa apna zone hai be
Kamjor samajhte hain log yahaan rone pe
Kathor bana dil farq nahi kise khone mein
Main kone mein pada tha samay nahi bitaya rone mein
Bas kone mein batana tha aaj very well known hoon main (Very well known)
Apne jaisa koi kar raha hai kya
Bina sahara chalane chhote dar raha hai kya (Dar raha hai kya)
Shukra kar jo bhi hai tere pass lala
Raste pe bhookha-nanga mar raha hai kya
[Chorus]
Tu tera dekh vakt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage kaun hai peeche
Tere mehnat ke natije
Le jaaenge beta jahan pe aaj jana chahta tu
Kaun kitna paya-khoya tension kay ko lun
Tera dekh vakt nahi karta kisika wait
Kaun hai aage kaun hai peeche
Tere mehnat ke natije
Le jaaenge beta jahan pe aaj jana chahta tu
Kaun kitna paya-khoya tension kay ko lun
Written by: Mohd Bilal Shaikh
instagramSharePathic_arrow_out