Top Songs By Kavita Krishnamurthy
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Kavita Krishnamurthy
Leadgesang
Nadeem - Shravan
Künstler:in
Sameer
Künstler:in
Hero & King Of Jhankar Studio
Remix-Techniker:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Nadeem - Shravan
Komponist:in
Sameer
Songwriter:in
Lyrics
Chori-chori wo mere paas aaya
Khidki ke neeche se mujhko bulaya
Kehne laga, "Chal mere saath, rani"
Maine koyi baat uski na maani
Phir usne pucha, "Hafte ka kya program hai?
Milke bitayege, kab ek sham?"
To maine kaha
"Mm, karti hoon main to pyar sirf sunday ko
Are, karti hoon main to pyar sirf sunday ko
Tum karna mera intzaar sirf sunday ko"
Monday ko mujhe bada kaam hai, ik pal bhi na aaram hai
Mangal, budh ko main kya kahoon, mushkil badi gulfaam hai
Jummerat jumma phir bazar jaun
Shanivar ko ghar main der se aaun
Der se aaun, baba, der se aaun, kyunki
Karti hoon main ikarar sirf sunday ko
Tum karna mera intzaar sirf sunday ko
Aise yahaan roz milne mein to mujhko maza nahi aaye
Ho jaye na badnami kahin, mera to jee ghabaraye
Aise yahaan roz milne mein to mujhko maza nahi aaye
Ho jaye na badnami kahin, mera to jee ghabaraye
Maana ke tu bekhyal hai, tera diwano sa haal hai
Tere mere yaar darmiyan, rehne de kuch dil ki duriyan
Ye bebasi meri jaan le, kyunki
Karti hoon main deedaar sirf sunday ko
Tum karna mera intzaar sirf sunday ko
Logon ki aankhon se 16 baras maine sambhali jawani
Kar dungi uske havaale jo hoga mera diljani
Logon ki aankhon se 16 baras maine sambhali jawani
Kar dungi uske havaale jo hoga mera diljani
Layega doli, baraat wo, le jayega mujhko saath wo
Maanugi na teri baat main, hatho mein na dungi haath main
Ja, re, ja, kaha mera maan le, kyunki
Karti hoon aankhein chaar, ho, sirf sunday ko
Tum karna mera intzaar sirf sunday ko
Monday ko mujhe bada kaam hai, ik pal bhi na aaram hai
Mangal, budh ko main kya kahoon, mushkil badi gulfaam hai
Jummerat jumma phir bazar jaun
Shanivar ko ghar main der se aaun
Der se aaun, baba, der se aaun, kyunki
Karti hoon main ikarar sirf sunday ko
Tum karna mera intzaar sirf sunday ko
Writer(s): Sameer Lalji Anjaan, Darshan Rathod
Lyrics powered by www.musixmatch.com