Lyrics

Vo jayenge mere khilaaf Jab mere hisaab se, lagunga jeetne Vo chahte mai girun unchayi se Unhe sunayi de deta hua cheekte Vo jalenge mere vikas se Lagenge nachne mere vinash pe Marunga toh bhi ye saasein chalegi Jo hogyi qaid abhi mere ye geet mein Jo socha main karunga kabhi ni Kyu humesha kara deti majboori hai Vo dhoka jo mila hai sabhi ko Jeena seekha deti vo bhi zaruri hai Aur log jo dete hai taane Ni banate gaane dharam mai humare Main Christ believer hu na koi dharam se Vo mera marg ussi ke charan pe Tekta ghutne, Kon support mein Kon oppose mein Jaanta hu main vo konse log jo Plan banare hai muje dabochne Vo soche main ghumu phiru karu rap aur koi ni kaam kaaz muje Lekin rehta mera naam yaad unhe Khudi aake mera haal chal puche Jageh pe rakhu main sabhi ko Sage jo pehle the abhi bhi sage vo Dikkat hai tuje jo merese Kehne se dare toh aage ni khade ho Aur jo bhi ateeth mein the Mere need mein, weed mein geet mein the Jo nasib se dio ke seat mein the Mere Saath na kabhi koi beef mein the Sahi hai bhai sab set hai tera Koi musibat ni tu jhela Jab koi kehde ye sab mujko Ni lagta apna vo mera Launde saare hum, tension mai khali mare dum Have mai bus udare gum Bheetar se saale saare numb Mat bolo main jhela ni hu Is dard e dil mai akela ni tu Vo raaz apne kaise kahu ki Doshi mai khudi ko tehrata kyun Meri nazar mein bura main hu Par ye faisla chodta khuda par hu Hua khatam tha college bhi ni ki Mai tabhi se paise kamane par hu Chahiye paisa chahiye gaadi Aur zindagi bhar ka ash Par karta ni hai mehnat launda Baap se lera bhar ke cash Ab lagta bhai tu sehmat kab khuda bandh karte rahmat Phir jab zimmedari badh jyegi teri fatt jayegi Ye bhalta fact Main likhta khat Tere liye padh lega jab tu,Samjega tab tu Karta nafrat, Ni hu main kisse bhi But kyu sabjagah has du Rakhte matlab Log aate paas jab bhi Haathon mein paise main rakhu Aur jab mere pass hota ek bhi ni rupiya Vo log mere saath khade ni dikhe tab kyu Tu paida ni hua bura tuje mila mauka Tune chuna bura Tu kehta ki hua gunah Tuje mili ni maafi toh khuda bura Insaano ko mila poora jo bhi chahiye tha par Humein dikha kua Dikha saanp toh sar chada lalach Aur fase hum paap mein Maafi ko karo dua Jale jo mere se saare vo magan hai Soch ke sala ye nashe mein khatam hai Zinda main raha agle saal album Varna in dallo ke soch mein wazan hai Wazan hai Shukriya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out