Credits

KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Mohit Sampson
Mohit Sampson
Songwriter:in

Lyrics

Kudawand deta hai
Yahowa deta hai
Woh hai Ibne khuda
Uske kaam jalali
Woh hai noore Khuda
Uski shaan nirali
Woh humara zinda khuda hai
Deta humeh bahali
Uske dar pe aake koi
Jata nahi hai khali
Ooo...
Woh hai Ibne khuda
Uske kaam jalali
Aasmani barkatein humein kaun deta hai
Aasmani barkatein humein kaun deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Aasmani barkatein humein kaun deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Nayi zindagi ki daulut kaun deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Ooche Parvat Gehera saagar
Uske dum se hain
Ye hawayen ye samundar
Uski sunte hain
Ooche Parvat Gehera saagar
Uske dum se hain
Ye hawayen ye samundar
Uski sunte hain
Chand suraj ye taare
Ibadadt karte hain
Mere rabb ke aage sab ye
Sajda karte hain
Kaun hai jo
Kaun hai jo
In sab ka uddhar karta hai
Mera paak Khudawand Yahowa karta hai
Mera paak Khudawand Yahowa karta hai
Kaun hai jo
Kaun hai jo
In sab ka uddhar karta hai
Mera paak Khudawand Yahowa karta hai
O...
Woh hai Ibne khuda
Uske kaam jalali
Woh hai noore Khuda
Uski shaan nirali
Woh humara zinda khuda hai
Deta humeh bahali
Uske dar pe aake koi
Jata nahi hai khali
Woh hai Ibne khuda
Uske kaam jalali
Mera sahil mera masiha
Mera dost hai
Deke apni jaan mitaya
Mera dosh hai
Mera sahil mera masiha
Mera dost hai
Deke apni jaan mitaya
Mera dosh hai
Uske dum se hai
Saara zamaana
Ye mera josh hai
Dost khatir de de jaan
Woh aisa dost hai
Kaun hai jo
Kaun hai jo
Mere saath saath chalta hai
Mera paak Khudawand Yahowa Chalta hai
Aasmani barkatein humein kaun deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Nayi zindagi ki daulut kaun deta hai
Mera paak Khudawand Yahowa deta hai
Written by: Mohit Robinson Sampson
instagramSharePathic_arrow_out