Lyrics

Tumhara naam se mansoob hai hamara gum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Tumhara naam se mashhuur hai hamara gum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Haai, teri qatil aankhen, jaan tum pa wari hai Teree liye likhi hai shayari, zahani bemaari hai Ye jo teri yaari hai, ye to dhoke baazee hai Baat ye purani thi, dard ab bhi jari hai Naheen rakha kabhi tum ne bhi hamara bharam Naheen rakha kabhi tum ne bhi hamara bharam Tumhara naam se mashhuur hai hamara gum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Teree chehare kii raunak hai aasaman sitara To jaanta hai, tujh bin naheen koi hamara To chalaa gaya yahaan se, sab mit gaya nazara Teri khaatir milaa hai hamen tohfa khasara Sab ke sab chale gaye Yun hi sab badal gaye Sab ko hum ne dekh liya Yahi duniya dari hai Tujh ko rakha sab se alag tha Teree baare main main galat tha Dekh, teree gum kaa sy Dil pa kitna bhaari hai Tumhara naam se badnaam hain jahaan main hum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Tumhara naam se mashhuur hai hamara gum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Tumhara naam se mansoob hai hamara gum Hamari baat shurua tum se or tumhi pa khatm Dard ab bhi jari hai
Writer(s): Kaifi Khalil Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out