Music Video

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Gajendra Verma
Gajendra Verma
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
GSK
GSK
Komponist:in
Aseem Ahmad
Aseem Ahmad
Texte

Lyrics

Mann jaage saari raat mera deewana
Mann maane na ye baat ke woh tha begana
Hai khud se hi khafa khafa
Kya chahiye nahi pata baawra
Paaya woh naa chaaha
Chaaha woh naa paaya
Jiske peeche bhaage
Woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoonde
Na kahi mil paaya
Par saaya thehra saaya
Ke haathon mein na aaya
Koi subah jo main uthuun
Bujhe agan mile sukoon baawara
Ginta rehta taare lotun main angare
Khud se ladta phirta
Yeh jag ko thokar maare
Kheenche-kheenche baithe
Baithe-baithe bhaage
Na sunta khud ke aage
Yeh pagal ho gaya re
Ginta rehta taare lotun main angare
Khud se ladta phirta
Yeh jag ko thokar maare
Kheenche-kheenche baithe
Baithe-baithe bhaage
Na sunta khud ke aage
Yeh pagal ho gaya re
Yeh dard kyun? Yeh pyaas kyun?
Phira kare udaas kyun
Yeh ranj kyun? Talash kyun?
Bata baawara
Thandi aahein bhar ke
Jeeta hai mar-mar ke
Pyasa reh gaya hai
Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhonke se umar ke
Ret ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke
Thandi aahein bhar ke
Jeeta hai mar-mar ke
Pyasa reh gaya hai
Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke
Jhonke se umar ke
Ret ke mahal sa
Deh gaya hai bikhar ke aaa-aah-aa
Written by: Aseem Ahmad, GSK
instagramSharePathic_arrow_out