Lyrics

Main zameen aur too baadlon kee tarah
Chaahoon main bas tuje paaglon kee tarah
Shaam kee diwaar pe dhoop se likhaa tuje
Too padhe agar ise, chain aaye muje
Too saath hai to main teri aankhon mein doob jaaoon
Zaraa thahar jaa
Too saath hai to main aur tere qareeb aaoon
Zaraa thahar jaa
Thahar jaa, haan
Whoa-oh-oh, thahar jaa, haan
Thahar jaa, haan
Whoa-oh-oh, thahar jaa, haan -haan
Dil mein teri yaad aise, kaagaz pe ho nazm jaise
Loon tere bin saans kaise? too bataa zaraa
Koyi naa aankhon mein aayaa, too rooh mein yoon samaaya
To kyun lage too paraayaa? too bataa zaraa
Too saath hai to main teri aankhon mein doob jaaoon
Zaraa thahar jaa
Too saath hai to main aur tere qareeb aaoon
Zaraa thahar jaa
Thahar jaa, haan
Whoa-oh-oh, thahar jaa, haan
Thahar jaa, haan
Whoa-oh-oh, thahar jaa, haan
Thahar jaa
Whoa-oh-oh
Written by: Ankit Shah, Tanveer Ghazi
instagramSharePathic_arrow_out