Koi kaise unhein yeh samjhaaye
Sajaniya ke man mein abhee inkaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Dheere dheere jatan karne se
Dulhania ke khulte hridaya ke dwaar hain
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Baalon mein badh ke gajra lagaana
Nazdeeq aane ka hai bahaana
Saba jaan ke bhee chaliya ke chal se
Mushkil hai bach paana
Ho, ankhiyon se thug ke
Bharna woh jaane batiyon se jurmana
Haan, jo main tokun, kaha na mera maane
Bhawon ko aise taane, behas bekaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Koi kaise unhein yeh samjhaaye
Sajaniya ke man mein abhee inkaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai
Jaane balma ghodey pe kyun sawaar hai