Lyrics

Kaha jo main ne, "marij gum huun Mari bhi haalat pa raham khaana" Wo chal diye sirf itanaa kah ki Wo chal diye sirf itanaa kah ki "tare marz kii dawa naheen hai" (main in ke naazon pa lut gaya huun) (magar wo mujh pa fida naheen hain) (main in ke naazon pa lut gaya huun) (magar wo mujh pa fida naheen hain) Main in ke naazon pa lut gaya huun Magar wo mujh pa fida naheen hain Wo aese thukara rahe hain mujh ko Ki jese meraa khuda naheen hai (main in ke naazon pa lut gaya huun) Pukara main ne, ruke naheen wo To main ne in se ye kah diya tha "mare muqaddar kii baat hai ye "mare muqaddar kii baat hai ye Tumhari koi khataa naheen hai" (mare muqaddar kii baat hai ye) (tumhari koi khataa naheen hai) (main in ke naazon pa lut gaya huun) (magar wo mujh pa fida naheen hain) Main in ke naazon pa lut gaya huun Magar wo mujh pa fida naheen hain Wo aese thukara rahe hain mujh ko Ki jese meraa khuda naheen hai (main in ke naazon pa lut gaya huun) Nazar se jab thi nazar malai Kaha unhon ne, "kiya dekhte ho?" Main dekhtaa huun tumhari manzil Se mari manzil judaa naheen hai (main dekhtaa huun tumhari manzil) (se mari manzil judaa naheen hai) (main in ke naazon pa lut gaya huun) (magar wo mujh pa fida naheen hain) (main in ke naazon pa lut gaya huun)
Writer(s): Khalid Khan Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out