Lyrics
[Verse 1]
Tu hi to jannat meri
Tu hi mera junnon
Tu hi to mannat meri
Tu hi rooh ka sukun
[Verse 2]
Tu hi ankhiyon ki thandak
Tu hi dil ki hai dastak
Aur kuchh na jaanu main
Bas itna hi jaanu
[Verse 3]
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karu
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu (Kya karu)
[Verse 4]
Kaisi hai yeh doori
Kaisi majboori
Mene nazaron se tujhe chhoo liya
Ho kabhi teri khusboo
Kabhi teri baatein
Bin maange yeh jahan pa liya
[Verse 5]
Tu hi dil ki hai rounak
Tu hi janmon ki daulat
Aur kuchh na jaanu
Bas itna hi jaanu
[Verse 6]
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu
[Verse 7]
Sajde sar jhukta hai
Yaara main kya karu
Tujh mein Rab dikhta hai
Yaara main kya karu (Kya karu)
Written by: Jaideep Sahni, Salim-Sulaiman