Lyrics

Mitawa, bhool naa jaanaa
Mitawa, bhool naa jaanaa
Mujko bhool naa jaanaa
Maine ye vaadaa kiya
Dharti jab tak rahegee
Ambar jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
Mujko bhool naa jaanaa
Maine ye vaadaa kiya
Dharti jab tak rahegee
Ambar jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
Phool se khushboo jaa sakati hai
Dil se pyaar naa jaaegaa
Jism se jaan juda ho
Par hamein kaun juda kar paaegaa?
Jism se jaan juda ho
Par hamein kaun juda kar paaegaa?
Khushboo jab tak rahegee
Mausam jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
O, yaad teri jab-jab aatee hai
Aankh se ansu behate hain
In aankhon ke behate ansu
Har pal mujse kehthe hain
Yaad teri jab-jab aatee hai
Aankh se ansu behate hain
In aankhon ke behate ansu
Har pal mujse kehthe hain
In aankhon ke behate ansu
Har pal mujse kehthe hain
Yaaden jab tak rahengi
Ansu jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
Jab tak meri saans chalegi
Teri raah nihaarunga
Tujko milne aanaa hoga
Jab main tuje pukarunga
Aaja (aaja)
Aaja (aaja)
Aaja (aaja)
Saansein jab tak rahengi
Jeevan jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
Mujko bhool naa jaanaa
Maine ye vaadaa kiya
Dharti jab tak rahegee
Ambar jab tak rahegaa
Tujhse pyaar karunga
Mitawa, bhool naa jaanaa
Mitawa, bhool naa jaanaa
Mitawa, bhool naa jaanaa
Written by: Bappi Lahiri, Sameer
instagramSharePathic_arrow_out