Top Songs By AR Sonu
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
AR Sonu
Künstler:in
Udit Narayan
Künstler:in
Sanjeev Darshan
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Sanjeev Darshan
Komponist:in
Sameer
Texte
Lyrics
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Ki jabse maine tumko dil ye de diya
Meetha meetha sa dard le liya
Suno, o, Priya
Maine tumko dil diya
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Nazar se yoon milee nazar, deewaanaa main ho gaya
Asar, ye kya hua asar, kahaan ye main kho gaya
Bahake-bahake qadam, bahkaa-bahkaa hai man
Chha gaya, chha gaya mujh pe divaanaapan
Suno, o, Priya
Maine tumko dil diya
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Jhuki-jhuki nigaah mein bhalaa kee shokhiyaan chhupee
Khulee-khulee laton mein bhee, haay, ghata kee mastiyaan rukii
Ye haya, ye ada, ye hansee, ye nayan
De gae de gae meethi meethi chubhan
Suno, o, Priya
Maine tumko dil diya
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Ki jabse maine tumko dil ye de diya
Meetha meetha sa dard le liya
Suno, o, Priya
Maine tumko dil diya
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Nasha, ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baath, yaaron, maane
Nashe mein yaar doob jaao
Raho naa hosh mein, deewaanon
Written by: Darshan, Sameer, Sanjeev