Credits
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Jishu Mandal
Songwriter:in
Lyrics
Jab kaha tha, "mohabbat gunah to naheen?"
Fir gunah ke barabar sazaa kyon mili?
Zakhm dete ho, kehate ho, "seete raho"
Jaan lay kar kaho gi ki jite raho
Pyaar jab jab zameen par utaara gaya
Zindagi tujh ko sadqe main wara gaya
Pyaar zindaa raha muqatalon main, magar
Pyaar zindaa raha muqatalon main, magar
Pyaar jis ne kiya hai wo mara gaya
Had yahi hai to had se gujar jaayen ge
Had yahi hai to had se gujar jaayen ge
Ishq chaahe gaa, chip chap mar jaayen ge
Ye mohabbat main nikali hui fal hai
Ishq to lal hai, ishq to lal hai
Ishq to lal hai, ishq to lal hai
Dil kii rag rag se tapakaa hawa hai lahu
Dil kii rag rag se tapakaa hawa hai lahu
Written by: Jishu Mandal