Top Songs By लिटिल बेबी बम - बच्चों की कविता दोस्त
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
लिटिल बेबी बम - बच्चों की कविता दोस्त
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Aaron Anthony Marsden
Komponist:in
PRODUKTION UND TECHNIK
El Bebe Productions Ltd
Produzent:in
Lyrics
Nahin, muje nahin khaanaa ye, muje pasand nahin ye
Nahin, muje nahin khaanaa ye, swaad mein bura hai ye
Dekho, Daisy aayi hai, naee sabziyaan khaani hain
Isko pata hai, ye swaadisht hain, Daisy ko sabziyaan pasand hain
Ab tum chakho, munh kholo, ye swaadisht sabziyaan khao
Nahin, main nahin chaahata, par ye swaadisht sabziyaan hain
Dekho ab Mia ko, ye swaadisht falliyaan khaatee hain
Isko pata hai, ye swaadisht hain, Mia ko falliyaan pasand hain
Ab tum chakho, munh kholo, ye swaadisht falliyaan khao
Nahin, main nahin chaahata, par ye swaadisht falliyaan hain
Dekho ab Twinkle ko, ye swaadisht matar khaatee hain
Twinkle kahe, "ye swaadisht hain", Twinkle ko matar pasand hain
Ab tum chakho, munh kholo, ye swaadisht matar khao
Theek hai, main inhen khaataa hoon, vaah, muje ye matar pasand hain
Umm, swaadisht!
Lyrics powered by www.musixmatch.com