Lyrics

Ho tamanna or kiya, jaan tamanna aap hain Ho tamanna or kiya, jaan tamanna aap hain Kiya karon gi lay ke duniya, mari duniya aap hain Ho tamanna or kiya... Sharam aati hai mujhe apne se bhi kehate hue Ho, sharam aati hai mujhe apne se bhi kehate hue Aap se kaise kahuun... Aap se kaise kahuun, meree liye kiya aap hain Ho tamanna or kiya... Aap se pahele nazar main kuch na tha apne siwa Ho, aap se pahele nazar main kuch na tha apne siwa Ab jidhar bhi dekhati huun... Ab jidhar bhi dekhati huun, jalawa farma aap hain Ho tamanna or kiya, jaan tamanna aap hain Ho tamanna or kiya...
Writer(s): Masroor Anwar Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out