Top Songs By B. Praak
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
B. Praak
Stimme und Gesang
Nawazuddin Siddiqui
Schauspieler:in
Sunanda Sharma
Schauspieler:in
Jaani
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Jaani
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
B. Praak
Produzent:in
Guri
Mastering-Ingenieur:in
Akaash
Mastering-Ingenieur:in
Lyrics
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Agar uss se baatein karni hain to phir nazar jhuka ke kare
To phir nazar jhuka ke kare
Taare uss ke haath mein hone hi chahiye
Jugnu uss ke saath mein sone hi chahiye
O, khushbuon se uss ki sifarish ki jaaye
O, khushbuon se uss ki sifarish ki jaaye
(Sifarish ki jaaye)
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Agar uss se baatein hain karni to phir nazar jhuka ke kare
Ho, ye sooraj se bhee kah do, apanee aag buja ke kare
'Gar uss se baatein hain karni to phir nazar jhuka ke kare
Mohabbat, Jaani ki poori khaahish ki jaaye
Mohabbat, Jaani ki poori khaahish ki jaaye
(Khaahish ki jaaye)
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Haay, aashiq ho jaane mein kitna waqt lagta hai
Rab ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha usey to ye maloom hua
Ki jannat ko paane mein kitna waqt lagta hai
Ye zamana jaane na, kya kara sakti hai
O, yaar mere kee nazaren hain, dariyaa dubaa sakati hain
Uss ka bas chale to saara dariya pee jaaye
Uss ka bas chale to saara dariya pee jaaye
Ae khuda, ae khuda...
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
(Baarish ki jaaye)
Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Haha! Ghalib zinda hote to tere liye likhte
Ghalib zinda hote to tere liye likhte
(tere liye likhte, tere liye likhte)
Writer(s): Rajiv Kumar Girdher
Lyrics powered by www.musixmatch.com