Lyrics

Maati kahe kumhaar so
Tu kya raunde mohi?
Maati kahe kumhaar so
Tu kya raunde mohi?
Ek din aisa ayega
Main raudungi tohi
Re bhai, Main raudungi tohi
Maati kahe kumhaar so
Tu kya raunde mohi?
Ek din aisa ayega
Main raudungi tohi
Re bhai, Main raudungi tohi
Is dohe mein kabir ne
Jeevan aur mrutyu ka rahasya bataya hai
Kumhaar maati ko raundkar
Jeevan bhar anek prakar ke
Bartan banata hai
Pr uske mrutyu ke baad
Wahi mitti usko raundkar
Uska sharir mitti mein mila deti hai
Written by: Kabir Das, Samir Date
instagramSharePathic_arrow_out