Top Songs By Chitra Singh
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Chitra Singh
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Sudarshan Faakir
Songwriter:in
Lyrics
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujh ko mujh se abhi juda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Naakhuda ko Khuda kaha hai to phir
Naakhuda ko Khuda kaha hai to phir
Doob jaao, "Khuda-Khuda" na karo
Doob jaao, "Khuda-Khuda" na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Ye sikhaaya hai dosti ne humein
Ye sikhaaya hai dosti ne humein
Ye sikhaaya hai dosti ne humein
Dost bankar kabhi wafa na karo
Dost bankar kabhi wafa na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Ishq hai ishq, ye mazaak nahin
Ishq hai ishq, ye mazaak nahin
Chand lamhon mein faisla na karo
Chand lamhon mein faisla na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Aashiqi ho ke bandagi, Faakir?
Aashiqi ho ke bandagi, Faakir?
Aashiqi ho ke bandagi, Faakir?
Bedili se to ibtida na karo
Bedili se to ibtida na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Mujh ko mujh se abhi juda na karo
Mere dukh ki koi dawa na karo
Written by: Jagjit Singh, Sudarshan Faakir