Top Songs By Manna Dey
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Manna Dey
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
S . N . Tripathi
Komponist:in
B. D. Mishra
Songwriter:in
Lyrics
Saare jag kaa ek hai ishwar
Teen hai uske vesh
Ek hai brahma ek hai vishnu
Or hai ek mahesh
Aa sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sari duniya inhi ke sahare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sari duniya inhi ke sahare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Dharti gagan aag pani pawan se
Brahma jagat ko rachaate
Vishnu kare sabakaa paalan jagat me
Shiv bholenaat sanhaarte
Shiv bholenaat sanhaarte
Ek rache paale ek sanhaare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sagar kii laharo ko badal banaae
Badal ko jal kii dhara
Din me ye taare ko suraj banaate
Rato me suraj ko tara
Rato me suraj ko tara
Inke kartab hai sabase nyaare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Ye hi pawan banake dete he jivan
Jal banake pyaas bujhaate
Banake yahi ann dharti se upje
Ham sabaki kii bhukh mitaate
Ham sabaki kii bhukh mitaate
Saare jag ke hai paalan haare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sari duniya inhi ke sahare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Sabaki naiya lagaate kinare
Brahma vishnu mahesh hamaare
Written by: B. D. Mishra, S . N . Tripathi