Lyrics

Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Raja roothe, nagri raakhe
Raja roothe, nagri raakhe
Main Hari roothya kahan jaana?
Main Hari roothya kahan jaana?
Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Dibiya mein kaala naag bheja
Dibiya mein kaala naag bheja
Main shaligram kar maana
Main shaligram kar maana
Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Rana bheja vish ka pyaala
Rana bheja vish ka pyaala
Rana bheja vish ka pyaala
Main amrit keh pee jaana
Main amrit keh pee jaana
Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Mirabai prem-deewani
Mirabai prem-deewani
Mirabai prem-deewani
Main saanvariya var paana
Main saanvariya var paana
Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Raja roothe, nagri raakhe
Raja roothe, nagri raakhe
Main Hari roothya kahan jaana?
Main Hari roothya kahan jaana?
Mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Ho, mere Rana ji, main Govind ke gun gaana
Written by: Bhavdeep Jaipurwale, Pt. Govind Prasad Jaipurwale
instagramSharePathic_arrow_out