Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Abida Parveen
Abida Parveen
Künstler:in
Ali Sethi
Ali Sethi
Künstler:in
Bilal Maqsood
Bilal Maqsood
Künstler:in
Faisal Kapadia
Faisal Kapadia
Künstler:in
Shuja Haider
Shuja Haider
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Bilal Maqsood
Bilal Maqsood
Songwriter:in
Faisal Kapadia
Faisal Kapadia
Songwriter:in
Shuja Haider
Shuja Haider
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Bilal Maqsood
Bilal Maqsood
Produzent:in
Faisal Kapadia
Faisal Kapadia
Produzent:in

Lyrics

Tarz-e-sanaai man nami-daanam Ai noor-e-qalbi, ai noor-e-rooham Kaaba-e-dilha, qibla-e-dilha Ishq-e-haqeeqi, khaaliq-e-aalam Maula, Maula Maula Jahaan bhi dekho tera nishaan hai Mehraab-e-dil mein teri azaan hai Tu hi ahad hai, tu hi hai vaahid Tu hi hai makhfi, tu hi jali hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Kisi ka ehsaan kyun uthaayein Kisi ko haalaat kyun bataayein Tumhi se maangeinge, tumhi doge Tumhaare dar se lau lagi hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Allaah-hu, Allah, Allaah-hu Allaah-hu, Allah, Allaah-hu Ai mere maalik... Ai mere maalik, mere khaaliq, mere haajat-rava Jab nahin ho saath koi... Jab nahin ho saath koi, bas tera hai aasra Ai mere maalik, mere khaaliq, mere haajat-rava Jab nahin ho saath koi, bas tera hai aasra Chhaye kahin jo gahra andhera Teri ada se aaye savera Teri hi khalqat chaand-taare Tu ne hi bakhshi ye raushni hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Main faqeeri mein bhi hoon kitna qalandar dekho Dekhne waalo, zara mera muqaddar dekho Khata hui to khata ko meri chhupaaya hai tu ne Karam apna kar diya, apna banaaya tu ne Kisi ka ehsaan kyun uthaayein Kisi ko haalaat kyun bataayein Tumhi se maangeinge, tumhi doge Tumhaare dar se lau lagi hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Ye sab tumhaara karam hai, Aaqa Ki baat ab tak bani hui hai Tu Khudaa-e-lam-yazil, tu hi hai Rabb-ul-aalamiin Tere sajde mein jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi avval, tu hai aakhir, tu ahad, vaahid bhi tu Vird tere naamon ka ho raha hai kuu-ba-kuu Tu Khudaa-e-lam-yazil, tu hi hai Rabb-ul-aalamiin Tere sajde mein jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi avval, tu hai aakhir, tu ahad, vaahid bhi tu Vird tere naamon ka ho raha hai kuu-ba-kuu Tu Khudaa-e-lam-yazil, tu hi hai Rabb-ul-aalamiin Tere sajde mein jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hai avval, tu hai aakhir, tu ahad, vaahid bhi tu Vird tere naamon ka ho raha hai kuu-ba-kuu Tu Khudaa-e-lam-yazil, tu hi hai Rabb-ul-aalamiin Tere sajde mein jhuki donon jahaanon ki jabeen Tu hi avval, tu hi aakhir, tu ahad, vaahid bhi tu Vird tere naamon ka ho raha hai kuu-ba-kuu (Maula)
Writer(s): Abida Parveen, Shuja Haider Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out