Lyrics

Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein Jazbaat nahin hai bas mein Seene se lagaa lo mujh ko Ye raat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Jazbaat nahin hai bas mein Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein Kuch main badal gaya hoon, kuch dil badal gaya hai Kuch main badal gaya hoon, kuch dil badal gaya hai Mera vajood teri chaahat mein dhal gaya hai Phir chamak uthi meri bindiya Phir udne lagee meri nindiya Hae, phir chamak uthi meri bindiya Phir udne lagee meri nindiya Phir mausam aaye suhane Phir saavan lagaa hai gane Naa jaane kab tak barasegi Barasaat nahin hai bas mein Barasaat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Jazbaat nahin hai bas mein Akhir mera junun mere kaam aa gaya Akhir mera junun mere kaam aa gaya Un ke labon pe aaj mera naam aa gaya Koyi mil gaya mujh ko apana Sach ho gaya mera sapnaa Haan, koyi mil gaya mujh ko apana Sach ho gaya mera sapnaa Tune sajani muje banaaya Ehsaan hai tera, sajnaa Ab puch naa haalat dil kee Halaat nahin hai bas mein Halaat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Jazbaat nahin hai bas mein Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein Jazbaat nahin hai bas mein Seene se lagaa lo mujh ko Ye raat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Ye raat nahin hai bas mein Jazbaat nahin hai bas mein
Writer(s): Dev Kohli, Anand Raj Anand Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out