Top Songs By Shahid Mallya
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Shahid Mallya
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Gajendra Verma
Komponist:in
Aseem Ahmed Abbasi
Texte
Lyrics
Man jaage saaree raat, mera deewaanaa
Man maane naa ye baath ki vo tha begaana
Man jaage saaree raat, mera deewaanaa
Man maane naa ye baath ki vo tha begaana
Hai khud se hee khafa-khafa
Kya chaahiye, nahin pata, baavaraa
Paayaa vo naa chaahaa, chaahaa vo naa paayaa
Jiske peechhe bhaago vo saaya hai re, saaya
Kya-kya raste dhoondhe, kya-kya dukh naa paayaa
Par saaya teharaa saaya ki haathon mein naa aayaa
Koyi subah jo main uthun
Buje agan, milee sukun, baavaraa
Ginata rahata taareephen, lotun main angaare
Khud se ladata firataa ye jag ko thokar maare
Kheenche-kheenche baithe, baithe-baithe bhaago
Naa sunta khud ke aage, ye paagal ho gaya re
Paayaa vo naa chaahaa, chaahaa vo naa paayaa
Jiske peechhe bhaago vo saaya hai re, saaya
Kya-kya raste dhoondhe, kya-kya dukh naa paayaa
Par saaya teharaa saaya ki haathon mein naa aayaa
Hai zindagi muhaal kyun?
Bana liya ye haal kyun? bataa
Ulajhaa-ulajhaa rahata, naa sunta, naa kuch kehtha
Suuni-suuni aankhon se rah-rah paani bahata
Toote saare naate, haara main samajhaate
Bichhde dil aur saathee phir vaapas nahin aathe
Vaapas nahin aathe
Vaapas nahin aathe
Ye dard kyun? ye pyaas kyun?
Birh kare udhaas kyun?
Ye ranj kyun? talash kyun? bataa
Baavaraa
Thandi aahen bhar ke, jeeta hai mar-mar ke
Pyaasaa rah gaya hai ye dariyaa se guzar ke
Dhokhe se nazar ke, jhonke se umr ke
Ret ke mahal sa dhah gaya hai bikhar ke
Thandi aahen bhar ke, jeeta hai mar-mar ke
Pyaasaa rah gaya hai ye dariyaa se guzar ke
Dhokhe se nazar ke, jhonke se umr ke
Ret ke mahal sa dhah gaya hai bikhar ke
Man jaage, jaage, jaage
Jaage, jaage, jaage, baavaraa
Writer(s): Aseem Ahmed Abbasi
Lyrics powered by www.musixmatch.com