Songteksten

Bas ek vaqt kaa kanjar meri talash main he

Jo rose bhes badal kar meri talash main he

Main ek qataraa hoon meraa alag vajood to he

Hua kare jo samandar meri talash main he
Hua kare jo samandar meri talash main he
Jo rose bhes badal kar meri talash main he
Bas ek vaqt kaa kanjar meri talash main he
Main devtaa kii tarah qaid apane mandir main

Wo mere jism ke baahar meri talash main he
Wo mere jism ke baahar meri talash main he
Jo rose bhes badal kar meri talash main he
Bas ek vaqt kaa kanjar meri talash main he
Main jiske haath main ek phool deke aayaa tha

Usee ke haath kaa pathar meri talash main he
Usee ke haath kaa pathar meri talash main he
Jo rose bhes badal kar meri talash main he
Bas ek vaqt kaa kanjar meri talash main he
Written by: Jagjit Singh, Krishna Bihari Noor
instagramSharePathic_arrow_out