Songteksten

Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Zindagi hai kashtee, pyaar hai saagar
Dilon ke bhanvar mein faste sabhee aa kar
Ho, zindagi hai kashtee, pyaar hai saagar
Dilon ke bhanvar mein faste sabhee aa kar
Chain premiyon ko milee paar jaa kar
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Tera naam le kar dhadke dil ye mera
Teri aarazu mein tadpe man ye mera
Ho, tera naam le kar dhadke dil ye mera
Teri aarazu mein tadpe man ye mera
Jaagi-jaagi aankhon mein khwaab hai tera
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Kaisa mod dekho zindagi mein aayaa
Dard aur khushiyaan saath-saath laayaa
Ho, kaisa mod dekho zindagi mein aayaa
Dard aur khushiyaan saath-saath laayaa
Ek taraf to dhoop hai, ek taraf hai chaaya
Mere kal aur aaj tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Mere dil ka qaraar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Meri jaan, mera pyaar tum ho
Written by: Himesh Reshammiya, Sudhakar Sharma
instagramSharePathic_arrow_out