Paroles

Paro, meri paro Ishaaron-ishaaron mein baath samajh lenaa Dil ke tukade hazaaron Bikarane se pehle aaj pakad lenaa Ke sharaaben khatam, die saare zaium tere bhar naa sake, ਸੋਹਣਿਆ Ho naa raatein khatam, ke sula de, sanam, muje banhon mein mera Ek jaan gayi, ek jaatee nahin, ek aur sitam naa kar Jise paanaa tha, use kho baithe, ye kaafee nahin hai kya? Ke ab kuch hosh nahin hai, too mujko pilaa degi kya? Main pee kar jo bhee kahoonga, too sabah bhula degi kya? Too banhon mein rakh le do pal, phir chaahe door hataa de Main god mein rakh loon agar sar, too mujko sula degi kya? Jaatee nahin teri yaaden, qasam se, ke dil ka bharam hai too Baaqee nahin ab koyi sharam, jaanaa, ek dharam hai too Jo kehtee thi, "mat piyo naa, meri jaan, zahar hai ye" Use dekhtaa hoon koyi gair chhue ab, aur zahar kya piyun?
Writer(s): Aditya Rikhari Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out