Paroles

Baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori Maine mita deni, yeh jo teri-meri doori Hmm, baatein zaroori hain, tera milna bhi zaroori Maine mita deni, yeh jo teri-meri doori Jhoothi hain woh raahein saari duniya ki Ishq jahaan na chale Tera hona, mera hona kya hona Agar na donon mile? Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Woh sheher bade honge boriyat bhare Rehta nahin jin mein tu sang mere Khabar tujhe bhi hai yeh Raunaqein sabhi hoti tere hone se Tere bina tanha koi kya kare? Aise sabhi shehron pe mujhko Taras hai aata bada Tere liye main na jahaan khada, oh-oh Meelon ka ho, saalon ka ho chahe woh Safar ki parwaah nahin Tu hai jahaan, maine wahaan hona hai Pahunch hai jaana wahin Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Tu pehla-pehla pyaar hai mera Jeete-jee toh jeetega na yeh faasla, hai pata Saansein chalein teri taraf jaise chale raasta Mera hai tu, tu hai khalish ya hai khushi, ya khata Tere siva mera jahaan se na koi waasta
Writer(s): Irshad Kamil, Vishal Mishra Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out